• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bijli Si Ek Aur Gira Di Zalim Ne

Bijli Si Ek Aur Gira Di Zalim Ne

bijli si ik aur gira di zalim ne

zabt ki saari khep jala di zalim ne

pahli se main jaan chhuḌata phirta tha

aaj na.i tasvir laga di zalim ne

dil ankhon ke saath hi bahar aaya hai

itni is ki pyaas baḌha di zalim ne

dupaTTe ka parda bhi nahin rakkha aaj

pabandi ik aur uTha di zalim ne

us ke aage baat bhi karna mushkil hai

honTon par bhi mohr laga di zalim ne

ishq men aisi choT laga.i siine par

ghazlon ki takmil kara di zalim ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Saqi-E-Rangin-Ada Tha Baada-E-Gulfam Tha

Use Mana Kar Ghurur Us Ka baDha Na Dena

Parinde Jhil Par Ek Rabt-E-Ruhani Mein Aae Hain

Sar-E-Mahshar Yahi Puchhunga KHuda Se Pahle

Adu Ke Pairon Se kanTe Nikalne Wale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet