• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bigde Wo Lakh Tarah Magar Gul Na Ho Saka

Bigde Wo Lakh Tarah Magar Gul Na Ho Saka

poet

bigde vo laakh tarah magar gul na ho saka

main apne sadqe yaan bhi tamul na ho saka

go hichkiyan rahin mujhe miina ki yaad men

lekin ada tarana-e-qulqul na ho saka

mumkin nahin mira dil-e-pazh-murda shaad ho

kumhla gaya jo ghuncha vo phir gul na ho saka

allah re josh aap ki bakhshish ke baad bhi

ashkon se mere tark-e-tasalsul na ho saka

bigda hua mizaj sambhalta nahin ‘nasim’

taanon ka un ke mujh se tahammul na ho saka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-javed

Kitne Mein Banti Hai Mohr Aisi

momin-khan-momin

Ulte Wo Shikwe Karte Hain Aur Kis Ada Ke Sath

abdurrahman-momin

Chand dhire Se Muskuraya Hai

Sufi

Chehra Pe Jo Tere Nazar Kar Gaya

aftab-shah-alam-sani

Aajiz Hun Tere Hath Se Kya Kaam Karun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet