• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhula Hun Main Aalam Ko Sarshaar Ise Kahte Hain

Bhula Hun Main Aalam Ko Sarshaar Ise Kahte Hain

poet

bhula huun main aalam ko sarshar ise kahte hain

masti men nahin ghafil hushyar ise kahte hain

gesu ise kahte hain rukhsar ise kahte hain

sumbul ise kahte hain gulzar ise kahte hain

ik rishta-e-ulfat men gardan hai hazaron ki

tasbih ise kahte hain zunnar ise kahte hain

mahshar ka kiya vaada yaan shakl na dikhlai

iqrar ise kahte hain inkar ise kahte hain

takrata huun sar apna kya kya dar-e-janan se

jumbish bhi nahin karti divar ise kahte hain

dil ne shab-e-furqat men kya saath diya mera

munis ise kahte hain gham-khvar ise kahte hain

khamosh ‘amanat’ hai kuchh uf bhi nahin karta

kya kya nahin ai pyare aghyar ise kahte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kahin To Aa Ke Ruke Bhi Musafiri Meri

Sharab-E-Ishq Mein Kya Jaane Kya Tasir Hoti Hai

akhtar-hoshiyarpuri

Tufan-e-Abr-O-Baad Se Har-Su Nami Bhi Hai

asrarul-haq-majaz

Hamara Jhanda

poet

Haiwan Ki Manzil Mein Bashar Hai Ki Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet