• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Waza Shab-O-Roz Ki Taswir Dikha Kar

Be-Waza Shab-O-Roz Ki Taswir Dikha Kar

be-vaz.a shab-o-roz ki tasvir dikha kar

ab daad na mango mujhe zanjir dikha kar

kaisi hain kaf-e-lauh pe be-rabt lakiren

ma.ani na chhupao mujhe tahrir dikha kar

ai shisha-e-jan tujh men lahu ḳhatm bhi hoga

ye nashsha utar ja.ega tasir dikha kar

main sham-e-shab-zulm huun aghaz-e-sahar tak

dil bujhne laga sub.h ki tanvir dikha kar

kis shaḳh pe hai harf-e-gul-e-surḳh dikhao

qaa.il bhi karo lafz ki tafsir dikha kar

yuun sehr-e-kashish ne kiya e.ajaz ka munkir

divar-e-hava par mujhe shahtir dikha kar

hai koh-kani bar-e-amanat abhi sar par

mat rok mujhe tesha-o-taqdir dikha kar

kahte ho ki ḳhvahish ka samar tursh hai ‘shahid’

ankhon ko ghalat ḳhvab ki ta.abir dikha kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Maut Apni Jaan Ai dil Gardish-E-Aflak Ko

Kaha Usne Main Hun Tanha Udhar Sara Zamana Hai

KHud ko socha hai ki ab tanha karun

Taeron Ki uDan Mein Hum Hain

Andheri Shab Hai Zarurat Nahin Batane Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet