• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sharik-E-Dard Duniya Mein baDi Mushkil Se Milta Hai

Sharik-E-Dard Duniya Mein baDi Mushkil Se Milta Hai

sharik-e-dard duniya men baḌi mushkil se milta hai

dua.en jo dava se dil ka maara dil se milta hai

fareb-e-asman ghurbat ki raten dekhte jaao

ki har taara charagh-e-sarhad-e-manzil se milta hai

na jaane ruuh kis nakam ki maujon men bekal se

safina Dagmaga jaata hai jab sahil se milta hai

tumhen to qadr karni chahiye thi apne ashiq ki

girate ho nazar se tum use jo dil se milta hai

‘hayat’ un ka zamana hai vo jo chahen sitam Dha.en

magar ashiq bhi mujh jaisa baḌi mushkil se milta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zinda Aankhon Mein Be-Hisi Raushan

akhtar-ali-akhtar

Fareb-e-Jalwa Kahan Tak Ba-Ru-e-Kar Rahe

Jhum Kar Gao Main Sharabi Hain

Kore Kaghaz Pe Mera Naqsh Utare Koi

poet

Qalam Ki Nok Pe Rakkhunga Is Jahan Ko Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet