• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Hisi Par Hissiyat Ki Dastan Likh Dijiye

Be-Hisi Par Hissiyat Ki Dastan Likh Dijiye

be-hisi par hissiyat ki dastan likh dijiye

dhuup se ab barf par ab-e-ravan likh dijiye

katib-e-taqdir Thahre aap ko rokega kaun

jo bhi ankur sar uTha.e ra.egan likh dijiye

aap ki ankhon men chubh ja.egi varna raushni

ham charaghon ke muqaddar men dhuan likh dijiye

mushtahar ho ja.unga firqa-parasti ke liye

meri peshani pe aap urdu zaban likh dijiye

ham gharibon se ri.ayat ki zarurat hi nahin

sub.hen dozaḳh hain to shamon ko dhuan likh dijiye

aap to shayad qasam hi kha chuke taḳhrib ki

har jagah dharti pe ab atish-fishan likh dijiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aaj Dilbar Ke Nam Ko raT raT

Kuchh Dinon Apne Ghar Raha Hun Main

akbar-allahabadi

Khuda Ali-Gadh Ki Madrase Ko Tamam Amraaz Se Shifa de

Ilm-O-Hunar Se Qaum Ko Raghbat Nahin Rahi

poet

Saqi Jo diye Jae Ye Kah Kar Ki Piye Ja

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet