• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bazm-E-Jaanan Mein Mohabbat Ka Asar Dekhenge

Bazm-E-Jaanan Mein Mohabbat Ka Asar Dekhenge

bazm-e-janan men mohabbat ka asar dekhenge

kis se milti hai nazar un ki nazar dekhenge

ab na palkon pe Tiko TuuT ke barso ashko

un ka kahna hai ki ham dida-e-tar dekhenge

dhaḌkano tez chalo Dubti nabzo ubhro

aaj vo bujhte charaghon ki sahar dekhenge

ai mire dil ke sulagte hue dagho bhaḌko

hijr ki raat vo jalta hua ghar dekhenge

tere dar se hamen ḳhairat mile ya na mile

ham tire dar ke siva koi na dar dekhenge

mai-kade jumenge barsegi javani ki sharab

vo chhalakti hui nazron se jidhar dekhenge

un ki nazron se hai vabasta zamane ki nazar

vo jidhar dekhenge sab log udhar dekhenge

aaj maazi ke fasane vo sunenge ai ‘charḳh’

meri barbad umidon ke khanDar dekhenge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Baadshah-E-Waqt Koi Aur Koi Majbur Kyun

Sufi

Us Par To Khair Aasman Hai

Chala-Chal Mohlat-E-Aram Kya Hai

kishwar-naheed

Ai Rah-E-Hijr-E-Nau-Faroz dekh Ki Hum Thahar Gae

Jis Tarah Bhi Barsar-E-Paikar Hona Tha Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet