Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
insha-allah-khan-insha

Basti Tujh Bin Ujad Si Hai

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Insha Allah Khan ‘Insha’
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

basti tujh bin ujaad si hai

kam-bakht ye shab pahad si hai

shayad ki hui sarayat-e-ishq

kuchh siine men chir-phad si hai

har-chand ki bolte nahin vo

baham par chhed-chhad si hai

so rahte hain ek saath lekin

talvar ke biich aad si hai

insha-allah shayad aaya

is kuche men bhid-bhad si hai

More Poems

Tere Pyar Ka Nam

Bimar-e-Mohabbat Ki dawa Aur Hi Kuchh Hai

Bahut Kathin Hai dagar Panghat Ki

Bas Ek dhoka Rah Jata Hai

Pata Nahin Hun Aur Kisi Kaam Se Lazzat

Bahut Raha Hai Kabhi Lutf-E-Yar Hum Par Bhi

Ai Junun Phir Mere Sar Par Wahi Shamat Aai

Qissa-e-Kudake Ki dar Pesh-e-Tabut-e-Pidar Mi-Nalid Wa Sukhan-e-Huji

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.