• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Bas Yunhi Jite Raho

Bas Yunhi Jite Raho

nida-fazli

bas yunhi jiite raho

kuchh na kaho

subh jab so ke utho

ghar ke afrad ki ginti kar lo

taang par taang rakhe rose ka akhbar padho

us jagah qaht gira

jang vahan par barsi

kitne mahfuz ho tum shukr karo

radio khol ke filmon ke nae giit suno

ghar se jab niklo to

shaam tak ke liye honton men tabassum si lo

donon hathon men musafe bhar lo

munh men kuchh khokhle be-maani se jumle rakh lo

mukhtalif hathon men sikkon ki tarah ghiste raho

kuchh na kaho

ujli poshak

samaji izzat

aur kya chahiye jiine ke liye

rose mil jaati hai piine ke liye

bas yunhi jiite raho

kuchh na kaho

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sitam Tu Karta Hai Lekin Dua Bhi Deta Hai

poet

Hamin Ne Unki Taraf Se Mana Liya dil Ko

Shab-E-Siyah Guzarti Hai Kin Azabon Mein

Sufi

Ai Jaan-e-Jahan Aarzu-e-Ru-e-Tu daram

Mujh Pe Tu Mehrban Hai Pyare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet