• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Barson Junun Sahra Sahra bhaTkata Hai

Barson Junun Sahra Sahra bhaTkata Hai

barson junun sahra sahra bhaTkata hai

ghar men rahna yunhi nahin aa jaata hai

pyaas aur dhuup ke aadi ho jaate hain ham

jab tak dasht ka khel samajh men aata hai

aadat thi so pukar liya tum ko varna

itne karb men kaun kise yaad aata hai

maut bhi ik hal hai to masa.il ka lekin

dil ye suhulat lete hue ghabrata hai

ik tum hi to gavah ho mere hone ke

a.ina to ab bhi mujhe jhuTlata hai

uf ye saza ye to koi insaf nahin

koi mujhe mujrim hi nahin Thahrata hai

kaise kaise gunah kiye hain ḳhvabon men

kya ye bhi mere hi hisab men aata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

najma-shaheen-khosa

Hijr Mein Bhi Ye Meri Sans Agar Baqi Hai

poet

Mumkin Nahin dawa Hai Is Aazar Ke Liye

Chand Phir Taron Ki Ujli Rezgari De Gaya

Dekho Apni Aankh-Michauli Ek Haqiqat Ho Gai Na

Sab Mutmain the Subh Ka aKHbar Dekh Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet