• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Barish Thi Aur Abr Tha dariya Tha Aur Bas

Barish Thi Aur Abr Tha dariya Tha Aur Bas

seema-ghazal

barish thi aur abr tha dariya tha aur bas

jaagi to mere samne sahra tha aur bas

aaya hi tha khayal ki phir dhuup dhal gai

badal tumhari yaad ka barsa tha aur bas

aisa bhi intizar nahin tha ki mar gae

haan ik diya dariche men rakkha tha aur bas

tum the na koi aur tha aahat na koi chaap

main thi udaas dhuup thi rasta tha aur bas

yuun to pade rahe mire pairon men mah-o-sal

mutthi men meri ek hi lamha tha aur bas

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Dard Sab Ke Dard Ka Mazhar Laga Mujhe

Nuh Ka Tufan Ek Aansu Se Barpa Kijiye

Mera KHamosh Rah Kar Bhi Unhen Sab Kuchh Suna Dena

etibar-sajid

Bhid Hai Bar-Sar-E-Bazar Kahin Aur Chalen

ahmad-rahi

Koi Batlae Ki Kya Hain Yaro

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet