• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bar-E-KHatir Hui Ye Umr-E-Gurezan Jaanan

Bar-E-KHatir Hui Ye Umr-E-Gurezan Jaanan

bar-e-ḳhatir hui ye umr-e-gurezan janan

tujh ko samjha tha gham-e-hijr ka darman janan

aa bata.un tujhe ashob-e-tamanna kya hai

kaise kaTti hai ye tar-e-shab-e-hijran janan

main ne har gham ko gham-e-ishq se ta.abir kiya

gham-e-jan ho ya bala se gham-e-dauran janan

koi dekhe miri ankhon se asiri ka fusun

ghar hua jaata hai ik halqa-e-zindan janan

ek bhi tir-e-nazar tera ḳhata jaata nahin

sab hue jaate hain paivast-e-rag-e-jan janan

ḳhud-kushi hai ya ye izhar-e-gham-e-furqat hai

ḳhud se hone laga huun dast-o-gareban janan

umr-bhar ghuncha-e-hasti na shagufta dekha

ham ne jaise bhi basar ki tira ehsan janan

kunj-e-ghurbat men ‘muzaffar’ ne ghanimat samjha

jis qadar bhi vo hua be-sar-o-saman janan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

indira-varma

Tere Khayal Ka Charcha Tere Khayal Ki Baat

beena-goindi

Na Chehra Hi Badalta Hai Na Wo Tewar Badalta Hai

Wo Jo Surat Thi Sath Sath Kabhi surKH Mahke Gulab Ki Surat

obaidullah-aleem

Azab Aae The Aise Ki Phir Na Ghar Se Gae

Palkon Pe Jo Aankhon Ki Nagine Se jaDe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet