• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ban Ke KHushbu Wo Basa Hai Mujh Mein

Ban Ke KHushbu Wo Basa Hai Mujh Mein

ban ke ḳhushbu vo basa hai mujh men

har nafas mauj-e-saba hai mujh men

hai tasavvur men koi mast-e-ḳhiram

ik qayamat si bapa hai mujh men

taqat-e-jumbish-e-pa ho ki na ho

himmat-e-laghzish-e-pa hai mujh men

dil men ik tiir tarazu ho kar

dard ko tol raha hai mujh men

koi arman na nikla ab tak

ek mela sa laga hai mujh men

hasb-e-har-jabr-e-mashiyat ‘aḳhgar’

vasf-e-taslim-o-raza hai mujh men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tamannaen Aziyyat Ka Nazara Hum Na Kahte The

poet

Rah Ke Achchha Bhi Kuchh Bhala Na Hua

poet

Honge Dil-O-Jigar Mein Nishan Dekh Lijiye

poet

Hai Bhi Aur Phir Nazar Nahin Aati

poet

Yun Jo dhundo To Yahan Shahr Mein Anqa Nikle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet