• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Bakira

Bakira

fahmida-riaz

asman tapte hue lohe ki manind safed

reg sukhi hui pyase ki zaban ki manind

pyaas hulqum men hai jism men hai jaan men hai

sar-ba-zanu huun jhulaste hue registan men

teri sarkar men le aai huun ye vahsh zabih!

mujh pe lazim thi jo qurbani vo main ne kar di

us ki ubli hui ankhon men abhi tak hai chamak

aur siyah-bal hain bhige hue khuun se ab tak

tera farman ye tha us pe koi daagh na ho

so ye be-aib achhuta bhi tha an-dekha bhi

be-karan reg men sab garm lahu jazb hua

dekh chadar pe miri sabt hai us ka dhabba

ai khuda-vand-e-kabir

ai jabbar!

mutakabbir o jalil!

haan tire naam padhe aur kiya zabh use

ab koi para-e-abr aae kahin saaya ho

ai khuda-vand-e-azim

bad-e-taskin! ke nafas aag bana jaata hai!

qatra-e-ab ki jaan lab pe chali aai hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Azab-E-Hijr Bhi Hai Rahat-E-Visal Ke Sath

chaDhte Hue Dariya Ki Alamat Nazar Aae

poet

Wafa Se Pasheman Jafa Ho Rahi Hai

Udhar Mazhab Idhar Insan Ki Fitrat Ka Taqaza Hai

Malal-E-dil Se Ilaj-E-Gham-E-Zamana Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet