• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / bajaT Maine Dekhe Hain Sare Tere

bajaT Maine Dekhe Hain Sare Tere

bajaT main ne dekhe hain saare tire

anokhe anokhe ḳhasare tire

alalle-talalle udhare tire

bhala kaun qarze utare tire

girani ki saughat hasil mira

mahasil tire goshvare tire

mushiron ka jamghaT salamat rahe

bahut kaam jis ne sanvare tire

miri sada-lauhi samajhti nahin

hisabi kitabi ishare tire

ka.i istelahon men gundhe hue

kina.e tire isti.are tire

tu arbon ki kharbon ki baten kare

adad kaun itne shumare tire

tujhe kuchh gharibon ki parva nahin

vaDere hain pyare dulare tire

idhar se liya kuchh udhar se liya

yunhi chal rahe hain idare tire

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aankhon Ke Aainon Mein Tawanai Aaegi

Junun Karta Hai Din-Raat Paemal Mujhe

qateel-shifai

Ludhakta Patthar

poet

Dil Mein Rahna Kabhi KHwabon Ke Nagar Mein Rahna

sannaTon Ke Jangal Mein Khoi Hui KHushbu Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet