• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahaaren Aur Wo Rangin Nazare Yaad Aate Hain

Bahaaren Aur Wo Rangin Nazare Yaad Aate Hain

poet

baharen aur vo rangin nazare yaad aate hain

vo dilkash vadiyan vo mah-pare yaad aate hain

mohabbat ke vo jan-parvar sahare yaad aate hain

tiri aghosh men jo din guzare yaad aate hain

vo mausam vo saman vo din vo sub.h-o-sham vo raten

vo hanste nachte gaate sitare yaad aate hain

vo jhilen vo chaman vo ghuncha-o-gul aur vo sabza

mire dil ko vo manzar pyare pyare yaad aate hain

masarrat-baḳhsh tha kitna tarannum absharon ka

vo lahren vo sukun-parvar kinare yaad aate hain

vo jalve husn ke vo shahid-e-rangin ki ra.ana.i

shabab-e-kaif-o-masti ke vo dhare yaad aate hain

vo zulfen vo ada.en aur vo rang-e-lab-o-ariz

ghazalin ankhḌiyon ke vo ishare yaad aate hain

nashat-e-ruh ai meri bahar-e-zindagi mujh ko

tire pahlu men jo lamhe guzare yaad aate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hare Hain zaKHm Kuchh Is Tarah Bhi Mere Sar Ke

Shikasta KHwab Mere Aaine Mein Rakkhe Hain

jhuTi Hi Tasalli Ho Kuchh Dil to Bahal Jae

poet

Khunuk-Joshi Na Karte Jun Saba Gar Ye Butan Humse

rahat-indori

Raat Ki dhadkan Jab Tak Jari Rahti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet