• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bahaar-E-Gulshan-E-Ayyam Hun Main

Bahaar-E-Gulshan-E-Ayyam Hun Main

poet

bahar-e-gulshan-e-ayyam huun main

sahar nuur o savad-e-sham huun main

shitab aa ai mah-e-isa-nafas tu

ki khurshid-e-kanar-e-bam huun main

agar manzur hai aana to jald aa

ki tujh bin sakht be-aram huun main

bajae mai tiri duuri men ai gul

ba-rang-e-lala khun-asham huun main

muhibb-o-mukhlis o fidvi huun tera

samajh tu laeq-e-dushnam huun main

tujhe dekh aap men rahta nahin main

gharaz tujh vasl se nakam huun main

bahar aai chaman men go mujhe kya

giraftar o asir-e-dam huun main

nishan apna kahin paaya nahin yaan

faqat anqa-sifat yak naam huun main

na paigham o salam o ne mulaqat

abas tujh ishq men bad-nam huun main

na huun parvana-e-har-shama ‘bedar’

fida-e-sarv-e-gul-andam huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-muslimi

Dariya Nazar Na Aae Na Sahra Dikhai De

Teri Talash Teri Tamanna to Main Bhi Hun

Ek Sard Jang Hai Ab Mohabbaten Kahan

Zabton Ki Aur Qadron Ki Rawani Dekhna

poet

Jism Ka Ghar Hi Gira Hai to Na Jaan Thahregi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet