• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baghban Jashn-e-Bahaaran Nahin Hone dete

Baghban Jashn-e-Bahaaran Nahin Hone dete

abrar-kiratpuri

baghban jashn-e-baharan nahin hone dete

diip ulfat ke farozan nahin hone dete

zahr ulfat ka pilate hain bade fakhr ke saath

aap insan ko insan nahin hone dete

khud-numai men kuchh is tarah giraftar hain ham

aur logon ko numayan nahin hone dete

aql ko shokhi-e-batil men phansane vaale

qalb ko sahib-e-iman nahin hone dete

gham se nisbat hai jinhen zabt-e-alam karte hain

ashk ko zinat-e-daman nahin hone dete

ruh-e-afkar ko meaar ata karte hain

ham khayalat ko uryan nahin hone dete

chand lamhe vo mire samne rah kar ‘abrar’

chashm-e-betab ko hairan nahin hone dete

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Un Se Milne Ka Irada Hai Qaza Se Pahle

KHat Kar Chuke Hain Ab Ke Jo Irsal Dekhna

Sab miT Gae Mange Hai Magar Teri Nazar Aur

Abhi Abhi Jo Falak Par Se Guzare Gae

Achchha Sa Koi Sapna Dekho Aur Mujhe Dekho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet