• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bachcha Bana Hua Hai Baghawat Ke Baad Bhi

Bachcha Bana Hua Hai Baghawat Ke Baad Bhi

bachcha bana hua hai baghavat ke ba.ad bhi

nadim nahin hai koi shararat ke ba.ad bhi

taana barasti aag men kaghaz ka sa.eban

jal bujh ga.e hain log hifazat ke ba.ad bhi

manzil pe ja ke paanv ke chhale ubal paḌe

ham ko sukun mila na masafat ke ba.ad bhi

suraj ki raushni bhi na dil men utar saki

ThanDak rahi badan men tamazat ke ba.ad bhi

hote hi shaam yurish-e-ḳhalvat ne aa liya

masruf ho gaya main faraghat ke ba.ad bhi

jo kuchh kaha gaya use maane nahin hain ham

baghi raha hai zehn hirasat ke ba.ad bhi

ab phir usi ke naam pe bekal hua hai ‘jan’

dil men vahi taḌap hai adavat ke ba.ad bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apne Andaz Mein Auron Se Juda Lagte Ho

poet

Jab uThe Tere Aastane Se

Hum Kyun Ye Kahen Koi Hamara Nahin Hota

Subh Tak Hum Raat Ka Zad-E-Safar Ho Jaenge

Main Jab chhoTa Sa Tha Kaghaz Pe Ye Manzar Banata Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet