• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ba-Har-Unwan Mohabbat Ko Bahaar-E-Zindagi Kahiye

Ba-Har-Unwan Mohabbat Ko Bahaar-E-Zindagi Kahiye

bashar-nawaz

ba-har-unvan mohabbat ko bahar-e-zindagi kahiye

qarin-e-maslahat hai us ke har gham ko khushi kahiye

jahan-sazon ko farzana ham ahl-e-dil ko divana

zamana to bahut kahta raha ab aap bhi kahiye

ba-unvan-e-digar phir ham se qaaem kar liya tum ne

vo ik gahra taalluq jis ko tark-e-dosti kahiye

samajh kar sang-e-rah-e-shauq thukrata huun manzil ko

kamal-e-agahi kahiye ise ya gumrahi kahiye

shab-e-mahtab men akasr fazaon se barasta hai

tilism-e-naghmagi aisa ki jis ko khamushi kahiye

main akasr sochta huun teri be-payan navazish ko

ada-e-khas kahiye koi ya bas sadgi kahiye

bhari mahfil se bhi tishna hi laut aai nazar apni

khud-agahi samajh liije ise ya khud-sari kahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tum Jahan the Wahan Ke the Hi Nahin

poet

Girdab-E-Reg-E-Jaan Se Mauj-E-Sarab Tak

Meri Nazar Mein Uski Tab-O-Tab Aur Hai

zafar-iqbal

Hawa Badal Gai Us Bewafa Ke Hone Se

poet

Lagaen Aag Hi Dil Mein Ki Kuchh Ujala Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet