• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aurat Hun Magar Surat-E-Kohsar Khadi Hun

Aurat Hun Magar Surat-E-Kohsar Khadi Hun

poet

aurat huun magar surat-e-kohsar khadi huun

ik sach ke tahaffuz ke liye sab se ladi huun

vo mujh se sitaron ka pata puchh raha hai

patthar ki tarah jis ki anguthi men jadi huun

alfaz na avaz na hamraz na dam-saz

ye kaise dorahe pe main khamosh khadi huun

is dasht-e-bala men na samajh khud ko akela

main chob ki surat tire kheme men gadi huun

phulon pe barasti huun kabhi surat-e-shabnam

badli hui rut men kabhi savan ki jhadi huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afroz-rizvi

Tujhse Talluqat Ki Tajdid Ke Liye

sarwat-zehra

Arize Ki dali

Main Jo Chahun Bhi to Aisa Nahin Hone Degi

Wajud Par Inhisar Maine Nahin Kiya Tha

Aankhon Se Yun Charaghon Mein Dali Hai Raushni

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet