• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aur Kya Zindagi Rah Gai

Aur Kya Zindagi Rah Gai

aur kya zindagi rah ga.i

ik musalsal kami rah ga.i

vaqt phir darmiyan aa gaya

baat phir an-kahi rah ga.i

paas jangal koi jal gaya

raakh har-su jami rah ga.i

zar ka indhan bani fikr-e-nau

sha.iri adh-mari rah ga.i

main na roya na khul kar hansa

har nafas tishnagi rah ga.i

tum na aa.e miri zindagi

raah takti hui rah ga.i

paas dariya-dili rakh liya

laakh tishna-labi rah ga.i

phir fana ka payam aa gaya

ek ummid thi rah ga.i

aap ‘ahmad’ kahan rah ga.e

aur kahan zindagi rah ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Safar Ka Ek Naya Silsila Banana Hai

Is Dasht-E-Be-Panah Ki Had Par Bhi KHush Nahin

poet

Jis Ne Aadam Ke Tain Jaan baKHsha

Mal-E-Duniya Talash Karna Hai

ahmad-faraz

Hum Bhi Shair The Kabhi Jaan-E-Sukhan Yaad Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet