• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Asar Zulf Ka Barmala Ho Gaya

Asar Zulf Ka Barmala Ho Gaya

mirza-raza-barq

asar zulf ka barmala ho gaya

balaon se mil kar bala ho gaya

junun le ke hamrah aai bahar

nae sir se phir valvala ho gaya

diya ghair ne bhi dil akhir use

mujhe dekh kar man-chala ho gaya

samai dil-e-tang ki dekhiye

ki aalam men sabit khala ho gaya

taalli zamin se jo nalon ne ki

falak par ayaan zalzala ho gaya

hua qatl be-jurm main ja ke ‘barq’

vo kucha mujhe karbala ho gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nigah-E-Husn Ki Tasir Ban Gaya Shayad

ainuddin-azim

Mere Hamrah Sitare Kabhi Jugnu Nikle

poet

Kabhi Jo Rahte the Is Shahar Mein KHuda Ki Tarah

Rangon Lafzon Aawazon Se Sare Rishte TuT Gae

jaun-eliya

Ajab Ek Taur Hai Jo Hum Sitam Ijad Rakhen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet