• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni Mahfil Mein Agar Mujhko Nahin Paoge

Apni Mahfil Mein Agar Mujhko Nahin Paoge

apni mahfil men agar mujh ko nahin paoge

aise halat men tum aur bhi ghabraoge

shauq se jaur-o-sitam mujh pe karo tum lekin

apni nadani pe ḳhud aap hi pachhtaoge

naz-o-andaz ki qimat hai tire mere sabab

kis ki mahfil men bhala aur ghazab Dhaoge

koi hoga nahin is jins-e-vafa ka talib

kaun hai mere siva jis ko ye dikhlaoge

kaaT lo meri zaban kaise vafadar kahun

haath men baale kaḌe paanv men pahnaoge

saḳht din apne is ummid pe guzre ‘ḳhushtar’

aaoge aaoge ab aaoge ab aaoge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jamal-E-Nastarani Rang-O-Bu-E-Yasmani

baDhti Jati Hai KHayalon Ki Thakan aaKHir-E-Shab

Charagh-E-Mohabbat Jalane Lage Hain

Aaj Mujhe Kuchh Log Mile Hain Pagal Se

Kaisa Saman Kaisi Manzil Kaisi Rah Kaisa Safar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet