• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apne Chehre Par Bhi Chup Ki Rakh Mal Jaenge Hum

Apne Chehre Par Bhi Chup Ki Rakh Mal Jaenge Hum

apne chehre par bhi chup ki raakh mal ja.enge ham

ab tiri manind socha hai badal ja.enge ham

aag jo ham ne jala.i hai tahaffuz ke liye

us ke sho.alon ki lapaT men ghar ke jal ja.enge ham

ḳhatm hai ahd-e-zamistan dhuup men hiddat si hai

ek anjane safar par ab nikal ja.enge ham

zindagi apni asasi ya qayasi jo bhi ho

ḳhvab ban kar aa.e manind-e-ghazal ja.enge ham

mustaqil ik ruup kab tak is tarah dhare phiren

vaqt ke sayyal paimane men Dhal ja.enge ham

tu agar be-mantiqi par dil ki hansta hai to kya

dil jidhar le jaa.e qassam-e-azal ja.enge ham

chandni men saare dukh tahlil karne ke liye

ghar hai apna aaj ya ‘shahin’ kal ja.enge ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ghazlen Likh Likh Pagal Hone Wala Hun

Tere KHayal Ke Diwar-O-Dar Banate Hain

allama-iqbal

Masjid-E-Qurtuba

Bedam Shah Warsi

Mubarak Saqi-e-Mastan Mubarak

ahmad-faraz

Is Qadar Musalsal Thin Shiddaten Judai Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet