• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apna Daman Dekh Kar Ghabra Gae

Apna Daman Dekh Kar Ghabra Gae

apna daman dekh kar ghabra ga.e

ḳhuun ke chhinTe kahan tak aa ga.e

bhuul thi apni kisi qatil ko ham

devta samjhe the dhoka kha ga.e

har-qadam par saath hain rusva.iyan

ham to apne aap se sharma ga.e

ham chale the un ke aansu ponchhne

apni ankhon men bhi aansu aa ga.e

saath un ke meri duniya bhi ga.i

aah vo duniya se meri kya ga.e

‘naqsh’ koi ham bhi jaa.en chhoḌ kar

jaise ‘mir’-o-‘ghalib’-o-‘sauda’ ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raste Yaad Nahin Rah-Numa Yaad Nahin

Shahr Se Kya Gai Jaanib-E-Dasht-Ezar Zindagi faKHta

azra-abbas

Self-Portrait

Makin Shor Machate Hain to Machane De

dil Mein Wo Shor Na Aankhon Mein Wo Nam Rahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet