• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Andesha-E-Arbab-E-Haram Sath Rahega

Andesha-E-Arbab-E-Haram Sath Rahega

qateel-shifai

andesha-e-arbab-e-haram saath rahega

jannat bhi milegi to ye gham saath rahega

pyase hi guzar jaenge ham rah-e-talab se

ibrat ke liye saghar-e-jam saath rahega

manzil se palat aaegi ek ek tajalli

haan shoala-e-rukhsar-e-sanam saath rahega

tu aur na aae dar-e-zindan-e-vafa tak

mar kar bhi ye gham teri qasam saath rahega

aflak se palkon pe utar aenge taare

khul kar bhi shab-e-gham ka bharam saath rahega

mai-khana bahut duur nahin dida-e-nam se

aa gardish-e-dauran koi dam saath rahega

rahon men ‘qatil’ aenge sau aina-khane

lekin mira gul-posh qalam saath rahega

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nam Hamara Duniya Wale Likhenge Ji-Daron Mein

Main Mil Ka Patthar Na Dagar Dekh Raha Hun

saima-nasim-bano

Khamir Mera Utha Wafa Se

poet

Tang Thi Ja Khatir-E-Nashad Mein

Mere Alfaz Mein Asar Rakh De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet