• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Andar Se Muntashir Hun Ki Bahar Shikasta Hai

Andar Se Muntashir Hun Ki Bahar Shikasta Hai

andar se muntashir huun ki bahar shikasta hai

main ḳhud shikasta huun ki mira ghar shikasta hai

har shai ke ḳhal-o-ḳhad hain mire ḳhuun men muntashir

har jism mere jism ke andar shikasta hai

nikla tha kis ki naav men sahil ke chaav men

ab tak huun main bahav men langar shikasta hai

ik sang se hai fikr-e-arastu sharar-numa

ik aa.ine men aks-e-sikandar shikasta hai

ik mahviyat ki hairat-e-sahil hai har taraf

ik kaifiyat ki saara samundar shikasta hai

ya shisha-e-nigah hi mila mujh ko chur-chur

ya shisha-e-jihat men ye manzar shikasta hai

‘kausar’ badal ga.e hain parastish ke za.iqe

mehrab sar-ḳhamida hai mimbar shikasta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chand Ko Reshmi Baadal Se Ulajhta Dekhun

poet

Tujh Mein Jis dam dhiyan Jata Hai

hatim-ali-mehr

Khul Gaya Unki Masihai Ka Aalam Shab-E-Wasl

abu-mohammad-wasil-bahraichi

Rah-e-Wafa Mein Unhin Ki Khushi Ki Baat Karo

ahmad-tariq

Wasl Ka Bij Bo Nahin Paya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet