• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aks Aaina-KHana Se Alag Rakkha Hai

Aks Aaina-KHana Se Alag Rakkha Hai

aks a.ina-ḳhana se alag rakkha hai

vahshat-e-zat ko sahra se alag rakkha hai

ḳhud ko main ḳhud se bhi milne nahin deta hargiz

apni duniya ko bhi duniya se alag rakkha hai

main kahan sa.at-e-imroz men rahne vaala

main ne har roz ko farda se alag rakkha hai

do mahazon pe abhi ma.arka-ara.i hai

ḳhema-e-sabr ko dajla se alag rakkha hai

ḳhushk mashkiza-e-hulqum ki nigarani men

pyaas ke ḳhitte ko dariya se alag rakkha hai

vo to kahta hai tiri zaat men zam huun lekin

us ne bhi ḳhud ko bas ik la se alag rakkha hai

kitna asan hai ye jada-e-dushvar bhi ab

apna har naqsh kaf-e-pa se alag rakkha hai

main ‘yagana’ ka taraf-dar nahin huun ‘shahid’

is liye miir ko mirza se alag rakkha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Ek sans Ke Pichhe Koi Bala Hi Na Ho

KHushbuon Ki Dasht Se Hamsaegi taDpaegi

afzal-khan

Aaj Hi Fursat Se Kal Ka Masala Chhedunga Main

KHwabon Ki Tabir Bana Kar Dekhun To

Badan Ki Mauj Mein angDaiyan Ulajh Jaen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet