• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Dost Kahin Tujh Pe Bhi Ilzam Na Aae

Ai Dost Kahin Tujh Pe Bhi Ilzam Na Aae

ai dost kahin tujh pe bhi ilzam na aa.e

is meri tabahi men tira naam na aa.e

ye dard hai hamdam usi zalim ki nishani

de mujh ko dava aisi ki aram na aa.e

kandhe pe uTha.e hain sitam rah-e-vafa ke

shikva mujhe tum se hai ki do-gam na aa.e

lagta hai ki phailegi shab-e-gham ki siyahi

aansu miri palkon pe sar-e-sham na aa.e

main baiTh ke piita rahun bas teri nazar se

hathon men kabhi mere koi jaam na aa.e

baiTha huun diya ghar ka jo ‘nasir’ main jala ke

aisa na ho phir vo dil-e-nakam na aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Bojh Hai Dil Par Use Kam Karte Rahenge

Ganwa Ke Dil Sa Guhar Dard-E-Sar KHarid Liya

poet

Dhuan Dhuan Hain Nigahon Ki Bastiyan Kya Kya

aal-e-ahmad-suroor

Zanjir Se Junun Ki Khalish Kam Na Ho Saki

aftab-hussain

Main Sochta Hun Agar Is Taraf Wo Aa Jata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet