• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ahwal-E-Dil-E-Zar Sunaya Nahin Jata

Ahwal-E-Dil-E-Zar Sunaya Nahin Jata

ahval-e-dil-e-zar sunaya nahin jaata

jo raaz ayaan ho vo bataya nahin jaata

apna to dil-e-zar hai dana.i se ḳhali

nadan se nadan manaya nahin jaata

tum hi ye batao main bhula.un tumhen kaise

is dil se koi naqsh miTaya nahin jaata

sar phoḌna mushkil nahin hota hai junun men

divar se ashiq ko lagaya nahin jaata

ta.abir mile ya na mile baat alag hai

ankhon se magar ḳhvab churaya nahin jaata

us shahr ki tauqir hain ‘jazib’ hi se ashiq

ushshaq ko nazron se giraya nahin jaata

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

meer-taqi-meer

Chalte Ho To Chaman Ko Chaliye Kahte Hain Ki Bahaaran Hai

faiz-ahmad-faiz

Tera Jamal Nigahon Mein Le Ke Uttha Hun

abrar-ahmad

Waqt Guzarta Nahin

Safar Jis Mein Na Ho to Ham-Safar Achchha Nahin Lagta

Sanson Ke Is Hunar Ko Na Aasan KHayal Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet