• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agar Wo Gul-Badan dariya Nahane Be-Hijab Aawe

Agar Wo Gul-Badan dariya Nahane Be-Hijab Aawe

poet

agar vo gul-badan dariya nahane be-hijab aave

taajjub nahin ki sab paani sati bu-e-gulab aave

jidhan dekhun baharan men nashat-e-bulbul-o-qumri

mujhe us vaqt be-shak yaad ayyam-e-shabab aave

mira afsana o afsun tire kan sabz kyunke ho

siyah mizhgan tumhari dekh ke sabze kuun khvab aave

miri ankhiyan phadakti hain yaqin hai dil manin yaran

ki naame kuun piyare ke kabutar le shitab aave

siyah-mastan ke aage siin nikalna hai nipat mushkil

agar hoshyar tujh ankhiyan ke taiin dekhe kharab aave

darang ik dam nahin lazim judai siin phadakta hai

kaho ja kar khush-abru kuun ki ‘yakru’ kan shitab aave

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ismail-merathi

Be-Kar Na Waqt Ko Guzaro Yaro

Ye Sare KHubsurat Jism Abhi Mar Jaane Wale Hain

aftab-shah-alam-sani

Pata Nahin Hun Aur Kisi Kaam Se Lazzat

poet

Rah Gaya Dida-E-Pur-Ab Ka Saman Ho Kar

Kin Mausamon Ke Yaro Hum KHwab Dekhte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet