• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ada-E-Tul-E-Sukhan Kya Wo Ikhtiyar Kare

Ada-E-Tul-E-Sukhan Kya Wo Ikhtiyar Kare

majrooh-sultanpuri

ada-e-tul-e-sukhan kya vo ikhtiyar kare

jo arz-e-hal ba-tarz-e-nigah-e-yar kare

bahut hi talkh-nava huun magar aziz-e-vatan

main kya karun jo tira dard be-qarar kare

qadam ko faiz-e-junun se vo hausla hai nasib

jo khar-e-rah ko bhi sham-e-rahguzar kare

jagaen ham-safaron ko uthaen parcham-e-shauq

na jaane kab ho sahar kaun intizar kare

misal milti hai kitnon ki us divane se

chaman se duur jo baitha gham-e-bahar kare

dayar-e-jaur men rasta hai ik yahi varna

kise pasand hai ai dil ki sair-dar kare

khuda kare gham-e-giti ka pech-o-tab ai dost

kuchh aur bhi tiri zulfon ko tabdar kare

sitam ki tegh-e-qalam den use jo ai ‘majruh’

ghazal ko qatl kare naghme ko shikar kare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-nadeem-qasmi

Ruh Labon Tak Aa Kar Soche

poet

talKHis Ke Badan Mein Tafsir Bolti Hai

poet

Sahn-E-Maqtal Mein Har Ek zaKHm-E-Tamanna Rakh Do

Maine baKHsh Di Teri Kyun KHata Tujhe Ilm Hai

Kis Safar Mein Hain Ki Ab Tak Raste Nadida Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet