• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Abhi to Mausam-E-Na-KHush-Gawar Aaega

Abhi to Mausam-E-Na-KHush-Gawar Aaega

abhi to mausam-e-na-ḳhush-gavar aa.ega

phir is ke ba.ad payam-e-bahar aa.ega

ḳhulus-e-ahd-e-vafa sazgar aa.ega

kabhi to marhala-e-e’tibar aa.ega

jis anjuman men dilon ke qarar luTte hain

us anjuman men pahunch kar qarar aa.ega

lab-e-shagufta-o-mai-pash par shagufon par

karoge ghaur jahan tak nikhar aa.ega

yahi hai bazm-e-tarab-afrin to jaata huun

ye chara-gar ne kaha tha qarar aa.ega

saval-e-besh-o-kam-e-mai nahin magar saaqi

kabhi tujhe bhi shu.ur-e-shumar aa.ega

pukarne pe jab aaya to tera divana

kisi bhi naam se tujh ko pukar aa.ega

nisar-e-husn-e-mohabbat rahi hai dekhoge

kali ke saath hi shaḳhon pe ḳhaar aa.ega

jo hai mizaj-e-bahar-e-chaman se na-vaqif

bara-e-sair-e-chaman baar baar aa.ega

jinhen qayas-o-shavahid se vasta hai unhen

yaqin-e-gardish-e-lail-o-nahar aa.ega

ye puḳhta-kar taghazzul ḳhayal ke bal par

ghazal ke shar-e-qafas men guzar aa.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ishrat-afreen

Khushbu Sandal Aur Na Gahna dukh dega

poet

Khun Mein dubi Ridaen Nahin dekhi Jatin

poet

KHud Dekh KHudi Ko O KHud-Ara

kishwar-naheed

diwar-O-dar Mein Gham Ka Tamasha To Hai Abhi

Badan Ye Jis Ke Liye Sham Jaisa Saya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet