• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Yahi Behtar Hai Naqsh-E-Ab Hone De Mujhe

Ab Yahi Behtar Hai Naqsh-E-Ab Hone De Mujhe

ab yahi behtar hai naqsh-e-ab hone de mujhe

yunhi rusva ḳhatir-e-ahbab hone de mujhe

niind a.ankhon men parindon ki tarah utri hai aaj

ai nafas ahista chal gharqab hone de mujhe

ek TukḌa abr ka phirta hai manind-e-ghazal

ai miri chashm-e-havas sairab hone de mujhe

umr bhar men ek kaam aisa to kar shauq-e-junun

main agar dariya huun to be-ab hone de mujhe

main bhi patthar ban ke zer-e-ab so ja.un kahin

kab hua aisa ki ab girdab hone de mujhe

mehrban jangal ke saa.e tu hi de apni panah

ḳhvab a.ankhon men hain mahv-e-ḳhvab hone de mujhe

pyaas kahti hai ki chal dariya uTha laa.en yahin

dard kahta hai ki ruk payab hone de mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Ishq-e-Aali-Maqam Ra Nazam

Ye Bhul Ja Ki Hain Tere Bhi Gham-Gusar Bahut

Dil Silsila-E-Shauq Ki Tashhir Bhi Chahe

Jo Falsafa-O-Danish-O-Hikmat Ne Tarashe

abdul-ahad-saaz

Khayal-e-Khatir-e-Ahbab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet