• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Tak to Yahi Pata Nahin Hai

Ab Tak to Yahi Pata Nahin Hai

poet

ab tak to yahi pata nahin hai

is shahr men kya hai kya nahin hai

patte ko na is tarah se dekho

Tahni se abhi gira nahin hai

chup-chap khaḌa hua huun kab se

ehsas to hai sada nahin hai

ik lamhe men main bhi tu bhi dukh bhi

zalim koi vaqt sa nahin hai

jo aks hai aa.ine men mera

us se koi vasta nahin hai

us raah pe chal raha huun kab se

jis raah men naqsh-e-pa nahin hai

har tan pe jo ‘ashk’ Thiik baiThe

vo coat abhi sila nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Humse Hi Raushan Raha Hai Tere maiKHane Ka Nam

ahmad-ashfaq

Gae dinon Ki Raqabat Ko Wo Bhula Na Sake

Chhin Gai Teri Tamanna Bhi Tamannai Se

poet

Apni Qismat Mein Gham-E-Arsa-E-Hijran Hai to Kya

afzal-khan

Wo Jo Ek Shakhs Wahan Hai Wo Yahan Kaise Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet