• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Kahin Saya-E-Gesu Bhi Nahin

Ab Kahin Saya-E-Gesu Bhi Nahin

ab kahin saya-e-gesu bhi nahin

chain dil ko kisi pahlu bhi nahin

jaane kya soch ke ḳhush baiTha huun

mausam-e-gul bhi nahin tu bhi nahin

ab tiri nazr karun kya ai dost

ab miri ankhon men aansu bhi nahin

kis ko siine se laga kar ro.en

dasht men ab koi aahu bhi nahin

muskura uThti thi vo aankh kabhi

aur ab jumbish-e-abru bhi nahin

dil ko hasrat hai tire milne ki

aur halat pe qaabu bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dil Jo Aaina Sa Nahin Hota

Apna Jab Bojh Meri Jaan uThana paD Jae

abdul-mannan-tarzi

Apne Haalat Ka Asir Hun Main

chhaTi Hai Rah Se Gard-E-Malal Mere Liye

poet

Hum to Yan Marte Hain Wan Usko KHabar Kuchh Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet