• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Faisla Karne Ki Ijazat di Jae

Ab Faisla Karne Ki Ijazat di Jae

saleem-kausar

ab faisla karne ki ijazat di jaae

ya phir hamen manzil ki basharat di jaae

divane hain ham jhuut bahut bolte hain

ham ko sar-e-bazar ye izzat di jaae

phir gard-e-mah-o-sal men at jaenge

aina banaya hai to surat di jaae

israr hi karte ho to apna samjho

dena hi agar hai to mohabbat di jaae

vo jis ne mujhe qatl pe uksaya tha

us shakhs se milne ki bhi mohlat di jaae

jab meri gavahi bhi mire haq men nahin

phir shahr men kis kis ki shahadat di jaae

ham jagte rahne ke bahut aadi hain

ham ko shab-e-hijran ki masafat di jaae

chhid jaae to tabqat ki ab jang ‘salim’

kuchh bhi ho magar ham ko na zahmat di jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-khayal

Fana Ke dasht Mein Kab Ka Utar Gaya Tha Main

Aankhon Se KHwab Dil Se Tamanna Tamam-Shud

ismail-merathi

Id-E-Qurban Hai Aaj Ai Ahl-E-Hamam

Tumhaari Yaad Mein Aise Bhi Din Guzare Hain

KHayal-E-Yar Ka Raushan Jo Hai Diya Na Bujha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet