• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aasmanon Se Aae Hue Nur the Rashk-E-Mahtab The

Aasmanon Se Aae Hue Nur the Rashk-E-Mahtab The

asmanon se aa.e hue nuur the rashk-e-mahtab the

vo to bagh-e-vafa ke ajab phuul the ḳhushbu-e-ḳhvab the

main ne dekha suna husn ka vaqi.a jab paḌha to kaha

vo kitab-e-mohabbat ki ayat the ishq ka baab the

un daraḳhton ke pichhe kahin main bhi tha ik shagufa khila

kuchh parinde shanasa tabi.at ke the jo ki nayab the

patti patti ki surat the bikhre hue gul hasin baagh ke

surḳh andhi chali hijr lahaq hua phir bhi shadab the

dard se mavara ishq ka karvan shauq-e-‘manzar’ raha

husn hairat men hai shal hue hi nahin kaise a.asab the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bazm aaKHir Hui Shamon Ka Dhuan Baqi Hai

ahmad-rahi

Jinhen Ras Aa Gae Hain Ye Sahar-Numa Andhere

poet

Zaban-E-Shama Khulti Hai Na Kuchh Parwana Kahta Hai

Fareb-E-Nikhat-O-Gulzar Se Bachao Mujhe

Pyar Ka Aaj Chalan Dosto Dushwar Hai Kyon

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet