• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aarzu Ki Hama-Hami Aur Main

Aarzu Ki Hama-Hami Aur Main

aarzu ki hama-hami aur main

dard-e-dil dard-e-zindagi aur main

mauja-e-qulzum-e-abad aur tu

chand bundon ki tishnagi aur main

rat-bhar teri raah takte rahe

tere kuche ki raushni aur main

chhup ke milte hain teri yadon se

shab ki tanha.i chandni aur main

ek hi raah ke musafir hain

be-karan raat ḳhamushi aur main

raat us paikar-e-ḳhayal ke paas

chand phulon ki boss thi aur main

ye bhi ik manzil-e-junun thi ‘jalil’

varna zindan-e-agahi aur main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aur Ai Chashm-E-Tarab Baada-E-Gulfam Abhi

poet

Mabda-E-Husn Se Kaise Ye Juda Hai Yaksar

Aise Rakhti Hai Hamein Teri Mohabbat Zinda

Apne Dil Ka Haal Na Kahna Kaisa Lagta Hai

poet

dil Se Ho Kar dil Talak Jaya Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet