• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aap Apne Ko Moatabar Kar Len

Aap Apne Ko Moatabar Kar Len

aap apne ko mo’atabar kar len

milne valon ke dil men ghar kar len

zindagani ke din jo thoḌe hain

kyuun na hans bol kar basar kar len

chun rahe hain jo aib auron ke

apne daman pe bhi nazar kar len

kaun deta hai saath mushkil men

hauslon hi ko ham-safar kar len

chahiye kuchh sukun duniya men

ḳhvahishen apni muḳhtasar kar len

baat pahunche kisi tarah un tak

ham sitaron ko nama-bar kar len

jangalon se hamen guzarna hai

pahle sanpon ko be-zarar kar len

chaliye jadugaron ki basti men

apne aibon ko bhi hunar kar len

aao dukh dard baanT len ‘ejaz’

ranj-o-gham ko idhar-udhar kar len

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Muskurane Se Muddaa Kya Hai

Jab Kisi Ek Ko Riha Kiya Jae

Bedam Shah Warsi

Apne didar Ki Hasrat Mein Tu Mujhko Sarapa dil Kar de

Rah-E-Firaq Kisi Taur muKHtasar Kije

Husn Walon Ka Sar-E-Sahil Nazara Hai Ki Nain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet