• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankhon Ke Charaghon Mein Ujale Na Rahenge

Aankhon Ke Charaghon Mein Ujale Na Rahenge

ankhon ke charaghon men ujale na rahenge

aa jaao ki phir dekhne vaale na rahenge

ja shauq se lekin palaT aane ke liye ja

ham der talak ḳhud ko sambhale na rahenge

ai zauq-e-safar ḳhair ho nazdik hai manzil

sab kahte hain ab paanv men chhale na rahenge

jin nalon ki ho ja.egi ta-dost rasa.i

vo sanehe ban ja.enge naale na rahenge

main tauba to kar luun magar ik baat hai vaa.iz

kya aaj se gardish men piyale na rahenge

kyon zulmat-e-gham se ho ‘ḳhumar’ itne pareshan

badal ye hamesha hi to kaale na rahenge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

firaq-gorakhpuri

Gesu Bikhre Hue Ghataen Be-Khud

Aap Dil Ja Kar Jo zaKHmi Ho to Mizhgan Kya Kare

Tere Huzur Agar Mujh Mein Aajizi Na Rahe

Mujhe Ujlaton Mein Na paDh Zara Mujhe Waqt De

Wahi Main Hun Wahi Khaali Makan Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet