• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankhen Asir-E-KHwab Thin KHwab Ek Hi Se The

Aankhen Asir-E-KHwab Thin KHwab Ek Hi Se The

poet

ankhen asir-e-ḳhvab thiin ḳhvab ek hi se the

har ek jaan pe ab ke azaab ek hi se the

rah-e-vafa-e-shauq men vamandgi ke ba.ad

jo bhi mile the ḳhar-e-gulab ek hi se the

bainassutur un ke ma.ani juda na the

jitne bhi muḳhtalif the nisab ek hi se the

vo to kahin nahin the jinhen DhunDhta tha main

jo rah ga.e the zer-e-naqab ek hi se the

kis kis se aur puchhte us shahr ka pata

vo jo hamen mile the javab ek hi se the

barse to vo bhi pyaas ki shiddat baḌha ga.e

mere liye to saare sahab ek hi se the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Aaj Apna Muqaddar Badal Ke Dekhte Hain

Zard Patton Ka Ghubar uDta Hua

poet

Baada-E-Wahshat-Asar Se Mast Virane Mein Tha

ali-sardar-jafri

Wo Meri dost Wo Hamdard Wo Gham-Khwar Aankhen

Nazar uTha Ke Jo Dekha Udhar Koi Bhi Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet