• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaj Mehndi Lagae Baithe Hain

Aaj Mehndi Lagae Baithe Hain

poet

aaj mehndi lagae baithe hain

khuub vo rang laae baithe hain

mere aate hi ho gae barham

kuchh kasi ke sikhae baithe hain

tegh khinchi hai qatl par mere

haath mujh se uthae baithe hain

main shikayat jafa ki karta huun

chupke vo sar jhukae baithe hain

dum churae hue pade hain ham

vo jo balin pe aae baithe hain

imtihan ko kaha to bole vo

ham tumhen azmae baithe hain

kas ko nazron se aaj utarenge

kyuun vo tevari chadhae baithe hain

dekhiye kab vo shama-ru aae

shaam se lau lagae baithe hain

talna vasl ka jo hai manzur

khud se khud munh thuthae baithe hain

sada-pan men hazar jauban hai

baal khole nahae baithe hain

kaun pahlu se uth gaya ‘anjum’

aap kyuun dil dabae baithe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Bhi Barish Meri Aaankhon Mein Utar Jati Hai

abu-mohammad-sahar

Jab Ye dawe The Ki Har dukh Ka Mudawa Ho Gae

Nahin Ki Dil Mein Hamesha KHushi Bahut Aai

Hawa-E-Hijr Mein Jo Kuchh Tha Ab Ke KHak Hua

humaira-rahat

Hawa Ke Sath Ye Kaisa Moamla Hua Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet