• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaj dista Hai Haal Kuchh Ka Kuchh

Aaj dista Hai Haal Kuchh Ka Kuchh

wali-mohammad-wali

aaj dista hai haal kuchh ka kuchh

kyuun na guzre khayal kuchh ka kuchh

dil-e-be-dil kuun aaj karti hai

shokh chanchal ki chaal kuchh ka kuchh

mujko lagta hai ai pari-paikar

aaj tera jamal kuchh ka kuchh

asar-e-bada-e-javani hai

kar gaya huun saval kuchh ka kuchh

ai ‘vali’ dil kuun aaj karti hai

bu-e-bagh-e-visal kuchh ka kuchh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sheikh Saadi

Story 27 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

poet

Dosti Chiz Hai Kya Rasm-E-Wafa Kaisi Hai

poet

Dil iKHtiyar Mein Hai Na Jaan iKHtiyar Mein

Sab Ko Apne Zehan Se jhaTka KHud Ko Yaad Kiya

Yahan Jo peD the Apni jaDon Ko chhoD Chuke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet