• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaj dil Be-Qarar Hai Mera

Aaj dil Be-Qarar Hai Mera

poet

aaj dil be-qarar hai mera

kis ke pahlu men yaar hai mera

kyuun na ushshaq par houun mansur

juun sipand ah-dar hai mera

be-qarar us ka hunga hashr men bhi

yahi us se qarar hai mera

rang-e-zard aur sarishk-e-surkh to dekh

kya khizan men bahar hai mera

mere qatil ke kaf hinai nahin

musht-khun yadgar hai mera

khol kar qabr dekh mashq-e-junun

ki kafan taar taar hai mera

aate jaate magar tu thukrave

tere dar par mazar hai mera

aankh munde hai meri khaak se bhi

yaan tak us ko ghubar hai mera

jiite raho kyuun hue raqib ke haar

yahi siine men khaar hai mera

tere kuche ke sag ki pa-bosi

bais-e-iftikhar hai mera

banda-e-yar ‘uzlat’-e-marhum

naqsh-e-lauh-e-mazar hai mera

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHam Hone Ke Intizar Mein Hun

Dur Kya Shama Kabhi Rahti Hai Parwane Se

Ru-Ba-Ru Un Ke Koi Harf Ada Kya Karte

Aashuftagi Phir Aaj Mana Le Gai Mujhe

zehra-nigaah

Muslim Muslim Fasadat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet