• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaina Kyun Na dun Ki Tamasha Kahen Jise

Aaina Kyun Na dun Ki Tamasha Kahen Jise

mirza-ghalib

aina kyuun na duun ki tamasha kahen jise

aisa kahan se laun ki tujh sa kahen jise

hasrat ne la rakha tiri bazm-e-khayal men

gul-dasta-e-nigah suvaida kahen jise

phunka hai kis ne gosh-e-mohabbat men ai khuda

afsun-e-intizar tamanna kahen jise

sar par hujum-e-dard-e-gharibi se daliye

vo ek musht-e-khak ki sahra kahen jise

hai chashm-e-tar men hasrat-e-didar se nihan

shauq-e-inan gusekhta dariya kahen jise

darkar hai shaguftan-e-gul-ha-e-aish ko

subh-e-bahar pumba-e-mina kahen jise

‘ghalib’ bura na maan jo vaaiz bura kahe

aisa bhi koi hai ki sab achchha kahen jise

ya rab hamen to khvab men bhi mat dikhaiyo

ye mahshar-e-khayal ki duniya kahen jise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

noshi-gilani

Ajib Khwahish Hai Shahr Walon Se Chhup Chhupa Kar Kitab Likkhun

meer-hasan

dil Mera Aaj Mere Pas Nahin

Tha Aaine Ke Samne Chehra Khula Hua

Mazhab Ki Kitabon Mein Bhi Irshad Hua Main

Badnam Ka Jahan Mein Sahaara Nahin Koi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet