• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaina Dekhta Hua Koi

Aaina Dekhta Hua Koi

aa.ina dekhta hua koi

ek pal men badal gaya koi

is gali se nikal gaya aage

mere baare men puchhta koi

us ne dhire se kuchh kaha dil men

tham gaya jo tha shor sa koi

dil talak rasta banata gaya

meri ankhon men jhankta koi

dil ki ḳhvahish bas ek vasl tira

hasil-e-zist mo.ajiza koi

‘roz’ yuun mujh ko dekhte hain aap

kaam hai mujh se aap ka koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Badan Ke Donon Kinaron Se Jal Raha Hun Main

akhtar-ansari

Sarshaar Hun Chhalakte Hue Jam Ki Qasam

afzal-ahmad-syed

Main darta Hun

nazeer-akbarabadi

Aaina Jo Hath Uske Ne Ta-der Liya

Nazar KHamosh Hui Arz-E-Na-Tamam Ke Baad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet