• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aadmi Aadmi Se Milte Hain

Aadmi Aadmi Se Milte Hain

poet

aadmi aadmi se milte hain

aap bhi kya kisi se milte hain

ye hasin jis kisi se milte hain

janta hai mujhi se milte hain

ham se furqat-nasib kya janen

jo maze zindagi se milte hain

kya bataen junun men kya kya lutf

ham ko un ki hansi se milte hain

kya kahen jab vo milte hain tanha

un se ham kis khushi se milte hain

us ki surat ko phir koi dekhe

jis se vo be-rukhi se milte hain

un ki rukhsat ke vaqt ham un se

haae kis bekasi se milte hain

laakh gham-e-zindagi hai khud yaani

laakh gham-e-zindagi se milte hain

apne mazhab men hai nifaq haram

jis se milte hain ji se milte hain

sukhan-e-‘dagh’ ke mire ‘raghib’

sukhan-e-‘shauq’ hi se milte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afsar-mahpuri

Wo Hamari Samt Apna Rukh Badalta Kyun Nahin

Sufi

Wo Umangen Nahin Ab Wo dil-e-Nashad Nahin

poet

Anjum Tumhein Ulfat Abhi Karna Nahin Aata

Wasl Ki Raat Wo Tanha Hoga

bashar-nawaz

Mujhe Jina Nahin Aata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet