• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Dhup Giri Hai Jo Mere Lawn Mein Aa Kar

Ye Dhup Giri Hai Jo Mere Lawn Mein Aa Kar

ye dhuup giri hai jo mire lawn men aa kar

le ja.egi jaldi hi ise shaam uTha kar

siine men chhupa shaam ki a.ankhon se bacha kar

ik lahr ko ham laa.e samundar se uTha kar

haan vaqt se pahle hi uḌa degi ise sub.h

rakkhi na ga.i chand se gar shab ye daba kar

ik sub.h bhali si mire nazdik se guzri

main baiTha raha hijr ki ik raat bichha kar

phir sub.h se hi aaj alam dekh rahe hain

yadon ki koi film mire dil men chala kar

phir chaa.e men biscuit ki tarah bhuki si ye shaam

kha ja.egi suraj ko samundar men Duba kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Jo Ham-Rahi Ka Ghurur Tha Wo Sawad-E-Rah Mein Jal-Bujha

Kahin Jaise Main Koi Chiz Rakh Kar Bhul Jata Hun

ahmad-adil

Masruf Rahguzar Pe Chala Ja Raha Tha Main

faiz-ahmad-faiz

Aaj Yun Mauj-dar-Mauj Gham Tham Gaya Is Tarah Gham-Zadon Ko Qarar Aa Gaya

poet

dil Ke Zakhmon Ki Chubhan dida-E-Tar Se Puchho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet